Sulthan Hindi Lyrics – KGF Chapter 2
Sulthan Lyrics from KGF Chapter 2 is brand new Hindi Song Lyrics sung by Brijesh Shandilya, Priyanka Bharali & Various Artists while this latest song is featuring Rocking Star Yash, Srinidhi Shetty. Sulthan (Sultan) song lyrics are penned down by Shabbir Ahmed while music is given by Ravi Basrur and video has been directed by Prashanth Neel.
Sulthan
Hindi Song Lyrics
Song :- Sulthan
Movie:- KGF Chapter 2
Singer :- Brijesh Shandilya, Priyanka Bharali
Lyrics :- Shabbir Ahmed
Music :- Ravi Basrur
Starring :- Yash, Srinidhi Shetty
Label :- MRT Music
Sulthan
Hindi Song Lyrics
Rana ran rana randheera
Ran kaal khada randheera
Rana ran rana randheera
Chaurang jeet liya veera
Rana rana rana rana dheera
Rakhchariyon ko rakh cheera
Rana rana rana rana dheera
Mitti ne ugla ek heera
Pathar ke gharshan se
Aag ugle angaar barasna
Ran bheri naad bijli ke bhanti
Gunje hai garajna
Krodh jo nikle hai dhak dhak se
Iske kadam se khatam huaa
Nirbhay hokar bhay ko bandha
Malik hi bhagwan huaa
Dekho dekho dekho angaar hai sultan
Dekho dekho dekho lalkaar hai sulthan
Dekho dekho dekho angaar hai sultaan
Dekho dekho dekho lalkaar hai sulthan
Kali kaal ke kali rakshas ko
Khinch khinch dhar laye
Yam kinkar kull dushtan ko
Chun ke chun ke latkaye
Kaat dhaad narsimh bhitar se
Chand mund kundalika nirman
Pind chand ucchand bhar bhar ke
Khand asur bhoge hai parinam
Faad ke bheed garaj diya
Utra yeh atoot kasauti
Lalkaar ke yudh jeet liya
Lo poora kiya hai chunauti
Krodh jo nikle hai dhak dhak se
Iske kadam se khatam hua
Nirbhay hokar bhay ko bandha
Malik hi bhagwan hua
Jai jai jai jai jai jai
Rana ran rana randheera
Ran kaal khada rana dheera
Rana ran rana randheera
Chaurang jeet liya veera
Rana ran rana randheera
Rakhchariyon ko rakh cheera
Rana ran rana randheera
Mitti ne ugla ek heera
Pathar ke gharshan se
Aag ugle angaar barasna
Ran bheri naad bijli ke bhanti
Gunje hai garajna
Krodh jo nikle hai dhak dhak se
Iske kadam se khatam huaa
Nirbhay hokar bhay ko bandha
Malik hi bhagwan huaa
Dekho dekho dekho angaar hai sultaan
Dekho dekho dekho lalkaar hai sulthan
Dekho dekho dekho angaar hai sultaan
Dekho dekho dekho lalkaar hai sulthan
